Thursday 1 May 2014

SHAN BAND Shyamganj Chauraha Bareilly Shan of Bareilly ” Bareilly ki Shan”

Singers:- Lata Mangeshkar & Mukesh
Music Composed By:- Laxmikant Pyarelal
Lyricist:- Santosh Anand

Ek Pyaar Ka Nagma Hai Lyrics

Mmmm...Hmm.Hmmmm..Mmmmmmm
Mmmmm..Mmmmm..Mmmmmmm..Mmmm (With Violin Playing)

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai

Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai Maujon Ki Ravaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai...

Laa..Laa..Laaa.Laaaaaa
Kuch Paakar Khona Hai Kuch Khokar Paanaa Hai
Jeevan Ka Matlab Toh Aanaa Aur Jaanaa Hai
Do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai
Zindagi Aur Kuchh Bhi Nahi Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Ka Nagmaa Hai

Tu Dhaar Hai Nadiyaa Ki Main Tera Kinaraa Hoon
Tu Mera Saharaa Hai Main Tera Saharaa Hoon
Aankhon Mein Samandar Hai Aashaaon Ka Paani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai

Toofaan To Aanaa Hai Aakar Chale Jaanaa Hai
Baadal Hai Ye Kuch Pal Kaa Chaakar Dhal Jaanaa Hai
Parchaaiyaan Reh Jaati..Reh Jaati Nishaani Hai
Zindagi Aur Kuch Bhi Nahin Teri Meri Kahaani Hai
Ek Pyaar Kaa Nagmaa Hai

No comments:

Post a Comment